Har Fikr Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya / .chala gaya har fikar ko dhuen mein udata chala gaya barbadiyon ka shok manana fizul tha barbadiyon ka jashan manata chala gaya har fikar ko dhuen mein uda jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya jo kho gaya maein usko bhulata chala gaya har fikar ko dhuen mein uda gham aur.